Ye sub Ed-ul-Azha ke din kerain:
1. subha jaldi uthain.
2. miswak kerain aur bath lain.
3. acha libaas pahnain.
4. khushboo lagayain.
5. eid ki nimaz se pelhay kuch mat khayain.
6. eidgah ki teruf jaatay huay oonchi awaaz ma takbir kahain.
Allah-u Akbar, Allah-u Akbar
La-Ilaha ill-Allah
wa-Allah-u Akbar, Allah-u Akbar
wa-lillah-il-hamd
7. 2 rakaht Eid ul Azha ki nimaz eidgah main parhain.,
8. sermon (Kutbah) nimaz ke bahd sunana sunnah hai.
9. doseray different rastay se ghar aatay huay logon ko milain aur mubarik dain eid ki,aur Qurbani kerain.
10.qurbaani ka goosht poor,friends,relatives aur neighbours ko dain plus qurbaani ka meat ghar ma pakayain aur khud bhi khayain.
No comments:
Post a Comment